Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBoy Friend (1961)
HomeBoy Friend (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya tere peechhe dil ye tabaah ho gaya jee mein aata hai ke tujhe dekhun bhi nahin haaye par kya karun ye dil jo fida ho gaya kya karun ye dil jo fida ho gaya aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya tere peechhe dil ye tabaah ho gaya jee mein aata hai ke tujhe dekhun bhi nahin par kya karun ye dil jo fida ho gaya kya karun ye dil jo fida ho gaya aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya o shehzaadi baat baat mein kaisi uljhan pad gayi aaj tu hum par ho gayi gusse kaisi aafat pad gayi tere dil ki baat maine jaan li chham chham ye chaal pehchaan li aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya tere peechhe dil ye tabaah ho gaya jee mein aata hai ke tujhe dekhun bhi nahin par kya karun ye dil jo fida ho gaya haaye kya karun ye dil jo fida ho gaya aaiga aaiga aaiga ye kya ho gaya iss duniyaa ki bheed mein aa kar dil ne tujh ko jaan liya dheere dheere pyaar jaga aur dil ne apna maan liya main to kho gayi re tujhe dekh kar teri ho gayi re tujhe dekh kar aaiga aaiga aaiga
dheere chal dheere chal aye bheegi hawaa ke mere bulbul ki hai neend jawaan ke kahin laage na kisi ki use badnazar ke meethe sapnon mein khoyi hai wo bekhabar ke dheere chal dheere chal aye bheegi hawaa ke mere bulbul ki hai neend jawaan ke kahin laage na kisi ki use badnazar ke meethe sapnon mein khoyi hai wo bekhabar ke dheere chal dheere chal aye bheegi hawaa ke dheere chal chehra kahin hai zulfen kahin hai hosh kahaan hai bhala iss bahaar mein iss bahaar mein kaliyon se keh den aaj naa chitken champa kali hai soyi intezaar mein intezaar mein are hooooooooo kitni hai dilkashi chhayi hai bekhudi haaye meri bebasi ke dheere chal dheere chal aye bheegi hawaa ke mere bulbul ki hai neend jawaan ke kahin laage na kisi ki use badnazar ke meethe sapnon mein khoyi hai wo bekhabar ke dheere chal dheere chal aye bheegi hawaa ke dheere chal pyaar ka bhanwara kehta hai tujhse aisi fizaa mein koi raagini naa gaa raagini naa gaa neend ke saagar toot naa jaayen meri kasam tujhe
mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon main raahi hoon albela aur pyaasa hoon deedaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka main kya karun ki jaalim soorat hi aisi paayi dil mera aaina hai dil mein nahin buraai mere dil ko dil mein le lo hai heera aitbaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina are sun lo duniya waalo hai nagma dil ke taar ka
salaam aap ki meethi nazar ko salaam salaam aap ki meethi nazar ko salaam kiya hum pe jaadoo asar ko salaam o salaam o salaam o salaam o salaam salaam aap ki meethi nazar ko salaam khuda bhi khayalon mein laaya hai tumko khud haathon se apne banaya hai tumko falak ne bhi dil mein bithaaya hai tumko humari zameen par bhi laaya hai tumko salaam wo sunhri sehar ko salaam kiya hum pe jaadoo asar ko salaam o salaam o salaam o salaam o salaam salaam aap ki meethi nazar ko salaam ye bheega sa mausam fizaa jhumti hai hawaa mere dil ko masalne lagi hai nazar kya mili zindagi mil gayi hai meri raah mein chandani khil gayi hai salaam iss nashili umr ko salaam kiya hum pe jaadoo asar ko salaam o salaam o salaam o salaam o salaam salaam aap ki meethi nazar ko salaam ye jee chahta hai naa jaaun yahaan se ye ghar aapka kam nahin aasmaan se hua main tumhara aur aaya kahaan se mujhe to muhabbat mili hai yahaan se salaam aapke sang e dar ko salaam kiya hum pe jaadoo asar ko salaam o
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiga Aaiga Ye Kya Boy Friend (1961) 04:09 12937
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Madhu Bala
Duration : 04:09   Song Number : 12937   

Dheere Chal Aye Bheegi Boy Friend (1961) 04:21 12938
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:21   Song Number : 12938   

Mujhe Apna Yaar Bana Lo Boy Friend (1961) 03:59 12939
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 12939   

Salaam Aap Ki Meethi Nazar Ko Salaam Boy Friend (1961) 05:00 16075
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Madhu Bala
Duration : 05:00   Song Number : 16075